Saturday, June 23, 2007

खता किसने की??

इसके पहलेकी कवितामे जो मैंने लिखा था(किस नतीजेपे...)ये उसीकी कड़ी है...

खता किसने की?
इलज़ाम किसपे लगे?
सज़ा किसको मिली?
गडे मुर्दोंको गडाही छोडो,
लोंगों!थोडातो आगे बढ़ो!
क्या मर गए सब इन्सान?
बच गए सिर्फ
हिंदू या मुसलमान?
हमे किसने तकसीम किया?
किसने हमे गुमराह किया?
क्यो ना इसी वक़्त मिटाएँ
दूरियाँ जो दुश्मनोने बनाई?
आओ हाथ मिलाये
सब मिलके नयी
एक दुनिया बसायें!
प्यारासा हिन्दोस्ता
दोबारा बनायें!
सिर हाजिर है,
ग़र कोई खंजर उठाये
वतन पे आंच ना
कभी आने पाए!
हमारी अर्थीभी जब उठे
कहनेवाले ये ना कहें
देखो ये हिंदू बिदा
ले रहा है!
ना कहें मुसलमा
जा रहा है!
एकही आवाज़ हो,
एकही आवाजमे कहे,
एक इन्सान जा रह है!
कोई गीता पढे,
ना पढे,
कोई फर्क नही,
ग़र फतेहाभी
पढे ना पढे,
पर वंदेमातरम की आवाज़
इसतरह बुलंद हो,
के मुर्दाभी सुन सके,
कोई रहे ना रहे
ये गीत अमर रहे!
मेरी दुआ कुबूल हो
मेरी सांस रहे ना रहे!!

लेखिकाकी ओरसे निवेदन:कृपया इस लेखन का उपयोग बिना इजाज़त अन्यत्र ना करें।

4 comments:

RAJ SINH said...

AAJ PAHLEE BAR AAPKE BLOG PE AAYA .ULTA PADHNA SHURU KIYA .FIR IRSHAD JEE KEE LAMBEE TIPPANEE PADHEE.FIR JAHAN AAPKEE SABSE PURANEE IS POST PE AAYA SHAYAD ISKE PAHLE BHEE AAPNE LIKHA HAI .AAPNE REFER KIYA HAI.DO KAVITAON KO BAHUT DHYAN SE PADHA.LAGA MEREE APNEE HEE ANUGOONJ SUN RAHA HOON.

AUR SAROKAR !

MAIN BHEE AAPKEE HEE JUBANON ME LIKHTA HOON.AAP HEE KEE TERAH FILMKAREE BHEE KAR RAHA HOON.AAPKEE PASAND KEE FILME MEREE FILME BHEE HAIN.KHAS KAR BANDINEE.62 SE AAJ TAK NAJANE KITNEE BAR DEKHEE (BANGLA KE 'JARASANDH'KA LIKHA HAI).FIR USKE AUR SARAT SAHITYA PADHNE KE LIYE BANGLA LIKHNA PADHNA SEEKHA ORIGINAL KA ANAND LENE KE LIYE.

MAINE SHURUAT PEECHE SE KEE HAI !TIPPANIYAN BHEE USEE KRAM SE KAROONGA.HAAN APKE GADYA AUR KAVYA DONO KA KAYAL PATA NAHEEN KAHTA RAHOONGA PAR BEECH BEECH SE JO PADHA VO KAHTA HAI EK SANVEDANSHEEL MAN HEE NAHEEN EK SASAKTA LEKHNEE AUR ANDAZ KEE BHEE AAP DHANEE HAIN.KATHYA TO........NA JANE KITNA VISTRIT.I CAN SEE A LONG ABSORBING OCEAN OF PLEASURE AWAITING TO BE MY READ.ASAP.....

RAJ SINH said...

AAJ KAREEB KAREEB POORA DIN(AAJ YAHAN CHUTTEE KA DIN HAI) "EKANT MARG KE DEEP" PAR GUJRA.KAISE KAB PATA HEE NAHEEN CHALA.

AAPKE KATHYA ME BAHUT VISTAR HAI. BAHUT TEJEE SE PAR KARNE PAR GAHRAYEE ME JANE KE AANANDA SE VANCHIT RAH JANE KA KHATRA HAI. ISLIYE TEJEE KE BAJAY MANTHARATA SE DOOBNE UTARANE KA DAUR HEE TRIPTI DETA HAI.

AAPKEE KAHE ME BHOGA HUA ATMSATYA HAI.AUR JEEYA GAYA AATM KATHYA. SIRF BHEETAR KA AAKROSH NAHEEN USKEE VYATHA BHEE...ISLIYE JAHAN AANSOO HAIN TO AANSOO HAIN,AUR PULAK BHEE HAI TO HAI.UNMUKTA.

FILHAL TO AAPKA LIKHA PADH RAHA HOON.ANUBHAV BATATA CHLUNGA.MAIN KOYEE DIGGAJ NAHEEN.HAAN KAYEE BHASAON KEE SAJHEE VIRASAT KA SAGAR MILNE SE VISTAR KA ASSEEM AANAND PANE KA BHAGYA RAHA....TO KABHE KABHEE MERE LIKHE ME DIKHE TO USE PRABHAV KAHA JA SAKTA HAI.

MAINE PAHLE CHINNAMASTA KEE CHRCHA KEE THEE. AAPNE MARATHEE ME PRASHIDDH ABHINETREE HANSA WADKAR KEE 'SANGTEY AAIKA' AUR HINDEE KEE PRASIDDHA ABHINETREE LEELA CHITNIS KEE MARATHEE ME HEE 'CHANDEREE DUNIYET'PADHEE HO SAKTEE HAI.UN JAISEE BHOGA ATMKATHYA UNHONE JASE LIKHA VAH AAPME JHALAKATA HAI.ISE BANAYE RAHEN.

SOONE RASHTEY KEE 'SHAMA' AAP AAPNE DIL KEE DASTAN SACHCHAYEE KEE BAATEE AUR ANUBHAVON KE MOM SE ROSHAN KAR RAHEE HAIN.

BANEE RAHO DEEP SHIKHA !

AAMEEN !!!

RAJ SINH said...

PUNASCH ;,
AAPKE BHEETAR KE 'DINKAR' KO SALAAM KARNA BHOOL GAYA ! AAPKE KANTH ME BASEE US RATHEE KEE RASHMIYON KO NAMAN !

AAPKE BHEETAR KEE 'SHAMA' KEE SHAAN ME...........!

DINKAR KA THODA SAA SOORAJ,
IS SHAMMA ME AABAD MILE.

HAM SAB ME BANTE,
HAM SAB KO MILE.HAM ROSHAN HON.
HAM AASMAN !!!

AAMEEN !!!

अंकुर said...

खता किसने की?
इलज़ाम किसपे लगे?

क्या मर गए सब इन्सान?
बच गए सिर्फ
हिंदू या मुसलमान?

मेरी दुआ कुबूल हो
मेरी सांस रहे ना रहे!!

shama ji is kavita ki jitni tarif ki jaye utni kam hai,mujhe to ye itni pasand aayi ki maine ise save karke apne aapko mail kar li aur din main na jane kitni baar ise padkar comment karne ki sochta rahta hoo,par kar nahi pa raha,sochta rah jata hoo ki aapne is kavita ko kitni acchi soch se nawaja hai,ek nayi rachna padne ko mili,par baat wahi hai ki dukh hota hai apne desh par ki koi in acchi rachnao par comment nahi karta,sab padkar panne palat dete hain,aapki kahaniyan to sabhi bade man se padte hain aur acche acche comment karte hain par jaha se aawaj aani chahiye waha se to hawa bhi nahi aati,kya ho gaya hai is desh ko ..........
aapko dher saari shubhkamnaye aisi acchi rachna ke liye..